kmiainfo: Peshaab Ki Cheeto Se Bachne Ka Hukm Peshaab Ki Cheeto Se Bachne Ka Hukm

Peshaab Ki Cheeto Se Bachne Ka Hukm

Peshaab Ki Cheeto Se Bachne Ka Hukm ​ *Mehfum-e-Hadees: Hazarat Abdullah Ibn-e-Abbas (RaziAallahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Ek Martaba Huzoor (Sallalahu Alayhi Wasallam) Ek Bagh Se Guzre, Waha Par 2 Qabren Thi, Ki Achanak Aawaz Aayi, Tou Huzoor (Sallahu Alayhi Wasallam) Ne Farmaya-Qabr Waalo Par Azaab Ho Raha Hai, Ye Usi Ki Aawaz Hai,Fir Hazarat Ibn-e-Abbas (Radiallahu Anhu) Ne Pucha Ye Azaab Kyu Ho Raha Hai?*  *Aap Ne Farmaya – Ek Peshaab Ki Cheeto Se Nahi Bachta Tha, Aur Dusra Chugali Karta Tha,Fir Farmaya Ki, Khajoor Ki Shakh Lekar Aao”,*  *Aap Hazarat Ibn-e-Abbas (RaziAllahu Anhu) Khajoor Ki Shakh Le Aaye,Aap Huzoor (Sallalahu Alayhi Wasallam) Ne Uss Shak Ke 2 Tukde Kar Diye, Aur Dono Ki Qabron Par Rakh Diya, Aur Farmaya Jab Tak Ye Shakh Sukhengi Nahi Tab Tak Azaab Me Takhfeef (Kami) Rahengi.*  (Bukhari Sharif Jild 1, Kitabul Wuzu, Bab Ul Azaab-E-Qabr, Hadees-169)


*Mehfum-e-Hadees: Hazarat Abdullah Ibn-e-Abbas (RaziAallahu Anhu) Se Riwayat Hai Ke, Ek Martaba Huzoor (Sallalahu Alayhi Wasallam) Ek Bagh Se Guzre, Waha Par 2 Qabren Thi, Ki Achanak Aawaz Aayi, Tou Huzoor (Sallahu Alayhi Wasallam) Ne Farmaya-Qabr Waalo Par Azaab Ho Raha Hai, Ye Usi Ki Aawaz Hai,Fir Hazarat Ibn-e-Abbas (Radiallahu Anhu) Ne Pucha Ye Azaab Kyu Ho Raha Hai?*

*Aap Ne Farmaya – Ek Peshaab Ki Cheeto Se Nahi Bachta Tha, Aur Dusra Chugali Karta Tha,Fir Farmaya Ki, Khajoor Ki Shakh Lekar Aao”,*

*Aap Hazarat Ibn-e-Abbas (RaziAllahu Anhu) Khajoor Ki Shakh Le Aaye,Aap Huzoor (Sallalahu Alayhi Wasallam) Ne Uss Shak Ke 2 Tukde Kar Diye, Aur Dono Ki Qabron Par Rakh Diya, Aur Farmaya Jab Tak Ye Shakh Sukhengi Nahi Tab Tak Azaab Me Takhfeef (Kami) Rahengi.*

(Bukhari Sharif Jild 1, Kitabul Wuzu, Bab Ul Azaab-E-Qabr, Hadees-169)

Post a Comment

Previous Post Next Post